health & fitness
۲ سال قبل
Mohtram Molana Najaf Ali Najfi sb, apki tawajja darkaar ha. ap ki intzamia kay jawan larkay jinhay ap duty pe khara krty han wo inthai bd-tameezi se paish aati ha alaqay walon k sth. Rob or akarpan aisa ha inka k aam insan afsos krta ha k inhay Mola ALI (R. A) k rutbay k b khyal nahi. Unki majlis ki khatir kitna hangama krty han ye intzamia k larkay... Brae mehrbaani apni intzamia ko behtar kren. Or awaam k liay mushkilaat ka sabab na bnen. Mola ALI (R. A) k hum sb manany walay han. Un ki rawayaat ka paaas rakha jae. Umeed ha ap hmari drkhwast ko ahmiyat den ge. Shukrya. 03 Muharram 1445